Skip to main content

Posts

Showing posts with the label aankhon

मोतियाबिंद की जानकारी | All About Cataract

MOTIYABIND - lakshan,upchar, savdhania, ilaz MOTIYABIND AUR USKA ILAZ Motiyabind ko angrezi mein cataract kahte h. 50 varsh ki umar ke bad aankho se kam dikhne ka yah ek mukhya karan h. yah ek aankh ya dono aankho mein ek sath ho sakta h. Motiyabind aapki aankh ke ander ke lens ke dhundle hone ko kahate hai .Motiyabind tikhe chitron ke dhundle hone, chatkile rango ko phika karne ya rat mein dikhna kum hone ka ek karan ho sakta h.Motiyabind hone ke bad aapko nazar ke chasme se dekhne mein bhi dikkat hoti h. मोतियाबिंद की जानकारी Motyabind ke upchar ka sabse accha samay kon sa h? Pahle mana jata tha ki motiyabind ko pakane ke bad nikalna chahiye per ab aesa nhi h. Ab iska operation dikkat hote hi karwa lena chahiye.Motiyabind ka operation ab ek niyamat prakriya ban gayi h. Isliye iska ilaz jaldi hi karwana chahiye. Kya hota h yadi motiyabind ka ilaz nhi karwaya jaye? Samay ke sath aapkinazar aur kam hoti jati h aur lens ka dhundhlapan bhi badh jata h aur dhire dhire aap andhe ho ...